The soothing melody of “Husn” by Anuv Jain captures the essence of heartfelt emotions. This song, with its soulful lyrics and gentle rhythm, is perfect for acoustic guitar lovers. Here, we provide the complete Husn guitar chords, along with line-by-line chord progressions and lyrics, to help you bring this song to life.
HUSN GUITAR CHORDS
(F) , (C) , (E7) , (Am) , (G)
STRUMMING PATTERN
CAPO : 5th Fret
D D UDUD D DU, 76 bpm
INTRO
(F) , (C) , (E7) , (Am) , (G)
VERSE
(F) Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki
(C) Hain saath par Hain saath na bhi
(E7) Kya itni (Am) aasaan (G) hain
(F) Dekho Dekho Jaise mere iraaday
(C) Waise kahaan Tere yahan the
(E7) Haan kitni (Am) naadan (G) main
CHORUS
Mere (F) husn ke ilawa
Kabhi (C) dil bhi (G) maang lo na
Haye (F) pal mein , Main pighal (G) jaun haan
(F) Ab aisa na karo
Ke dil (C) judna paye (G) wapis
Teri (F) baaton , Se bikhar (G) jaun haan
VERSE
(F) Mana zamana hai deewana , (C) Isilye tune na jana
(E7) Tere liye main , (Am) Kaafi (G) hoon
(F) Dekho Dekho Yeh zamane se thak kar
(C) Atey ho kyun masoom ban kar
(E7) Tere liye main , (Am) Kya hi (G) hoon
CHORUS
Phir (F) aatey kyun yahan
Karne (C) aankhon mein Ho (G) baarish
Ab (F) aye
Toh theher (G) jao na
Aur (F) poocho na zara
Mere (C) din ke bare (G) mein bhi
Bas (F) itne mein Sambhal (G) jaun haan
PRE BRIDGE
Haan (F) ek din Kabhi (Am) koi
Jab bhi (F) padhe Kahani (C) teri
Lagta (E7) mujhe Mere naam (Am) ka
Zikr (F) kahin Bhi hoga (G) nahin
BRIDGE
(C) Haan , Main (Am) yahin
Meri yeh (F) aankhon mein
Aankhon mein (G) toh dekho
_____________________________________________
Dekho yeh (C) dil ka haal kya
Hothon se (Am) hota na bayan
Meri yeh (F) aankhon mein
Aankhon mein (G) toh dekho
_____________________________________________
Kaisa (C) naseeb hai mera
Milke bhi (Am) na mujhe mila
Meri yeh (F) aankhon mein
Aankhon mein (G) toh dekho
_____________________________________________
Teri (C) adhuri si wafa
Maangu main (Am) maangu aur na
Meri yeh (F) aankhon mein
Aankhon mein (G) toh dekho
VERSE
(F) Dekho Dekho Kaisi kheenchi lakeerein
(C) Chahe bhi dil toh bhi na jeete
(E7) Main iss daur (Am) mein (G) nahin
(F) Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki
(C) Baatein yahi dekhoon jahan bhi
(E7) Main is daur se (Am) nahin
HASHTAGS
#husn guitar chords #husn chords #husn anuv jain chords #anuv jain guitar chords #anuv jain chords #jo tum mere ho guitar chords
FAQs About Husn Guitar Chords
1. Are the Husn guitar chords beginner-friendly?
Yes, the chords are straightforward and perfect for beginners.
2. Can I play Husn without a capo?
Yes, the song can be played without a capo, but using one on the 2nd fret helps achieve the original sound.
3. What strumming pattern works best?
The Down, down-up, up-down-up pattern works well, but fingerpicking adds a more intimate feel.
4. Is an acoustic or electric guitar better for Husn?
An acoustic guitar captures the song’s simplicity and emotion best.